BaarishBanJaana Lyrics-Payal Dev, Stebin Ben

BaarishBanJaana Lyrics



Meri kismaton ko mile hath tere

Phir se lakeerein dikhne lagi

Dekha tumhein to aisa laga hai

Jaise yeh ankhein dhadakne lagi

Rahun umra bhar main teri tu mera

Jab main baadal ban jaaun

Tum bhi baarish ban jana

Jo kam pad jayein saasein

Tu mera dil ban jaana

Rimjhim sawan ki boondein

Tu har mausam barsana

Jo kam pad jaayein saansein

Tu mera dil ban jaana


Mere labon se aaye kabhi bhi

Ho naam pehla tera meri zuban pe

Chaahe zamana munh mod le par

Har pal tu rehna mera bas yeh dua hai

Bana loongi main ab tujhe hi khuda

Jab main baadal ban jaaun

Tum bhi baarish ban jaana

Jo kam pad jayein saasein

Tu mera dil ban jaana

Ho rimjhim sawan ki boondein

Tu har mausam barsana

Jo kam pad jaayein saansein

Tu mera dil ban jaana

Tumhein baarish bada yaad karti hai

Aaj bhi mujhse teri baat karti hai

Tumhein baarish bada yaad karti hai

Aaj bhi mujhse teri baat karti hai

Tumhein baarish bada yaad karti hai....

Comments